Sab kuch hai mere paas magar kuch bhi nahi hai
Ab aur mujhe tumse gila kuch bhi nahi hai...
Rakha hai dil ke ek jharokhe ko sabse chhupa ke
Inme teri yaado.n ke siva kuch bhi nahi hai...
Khoya tujhe hai maine yaa paaya hai khud ko hi
Aise sawaalo me rakha kuch bhi nahi hai...
No comments:
Post a Comment