Gair Zaroori baatein
Naasamajh hu, vaado pe aitbaar karta hu
Ek roz laut aayega, ab bhi intezaar karta hu
Har baar galat ko galat kehne ke liye galat thaharaya gaya
Aur main bhi ye galti har baar karta hu
Insaan ho,har galti muaaf hai teri.haan is ada-e-ikraar ko salaam karta hu.
Insaan ho,har galti muaaf hai teri.
ReplyDeletehaan is ada-e-ikraar ko salaam karta hu.