Wednesday, June 2, 2010

Naasamajh hu, vaado pe aitbaar karta hu

Naasamajh hu, vaado pe aitbaar karta hu

Ek roz laut aayega, ab bhi intezaar karta hu

Har baar galat ko galat kehne ke liye galat thaharaya gaya

Aur main bhi ye galti har baar karta hu

1 comment:

  1. Insaan ho,har galti muaaf hai teri.
    haan is ada-e-ikraar ko salaam karta hu.

    ReplyDelete